Roman script

ek paise ka hain sawal 
jiye tere bachche maai 
ki jiye tere bachche baba 
the ham bhi kisi ke laal 
jiye tere bachche maai 
ki jiye tere bachche baba 
tere laal ko munga moti chahiye 
apane  bachpan ko ek roti chahiye 
tere laal ko munga moti chahiye 
apane  bachpan ko ek roti chahiye 
na chandi na sona, na mange daulat maal 
jiye tere bachche maai 
ki jiye tere bachche baba
the ham bhi kisi ke laal 
jiye tere bachche maai 
ki jiye tere bachche baba 
the ham bhi kisi ke laal 
jiye tere bachche maai 
ki jiye tere bachche baba

Song details

Song video

Watch on YouTube