Roman script

ek nazar dekh ke hum jaan gaye 

ek nazar dekh ke hum jaan gaye 

aap kya chij hain pahchan gaye 

ek nazar dekh ke hum jaan gaye 

fir bhi zinda hu ajab baat hai ye 

fir bhi zinda hu ajab baat hai ye 

kab se bole ki meri jaan gaye 

kab se bole ki meri jaan gaye 

aap kya chij hain pahchan gaye 

ek nazar dekh ke hum jaan gaye 

tum jo aaye to bhari mahfil me 

tum jo aaye to bhari mahfil me 

dil gaye haath se imaan gaye 

dil gaye haath se imaan gaye 

aap kya chij hain pahchan gaye 

ek nazar dekh ke hum jaan gaye 

jis jagah par na farishte pahunche 

jis jagah par na farishte pahunche 

us jagah aaj ke insaan gaye 

us jagah aaj ke insaan gaye 

aap kya chij hain pahchan gaye 

ek nazar dekh ke hum jaan gaye 

ek nazar dekh ke hum jaan gaye 

aap kya chij hain pahchan gaye 

ek nazar dekh ke hum jaan gaye

Explore this song