Roman script

ek nazar bas ek nazar jaan-e-tamanna dekh idhar

ek nazar bas ek nazar

kuch to bata e jaan-e-wefa teri ada sharmati hai kyo

kuch to bata e jaan-e-wefa

kuch to bata e jaan-e-wefa teri ada sharmati hai kyo

hanske liptati thi jo gale se ab vo nazar katrati hai kyo

pahle lagana

pahle lagana phir tarasana thik nahi mere dilbar

ek nazar bas ek nazar jaan-e-tamanna dekh idhar

ek nazar ek nazar

hum bhi hai tere diwane dil bhi hai tera diwana

hum bhi hai tere diwane

hum bhi hai tere diwane dil bhi hai tera diwana

ruh ke soye tar jagake chhed de aisa afasana

dono jahan se

dono jahan se hum kho jaye kuch bhi rahe na apni khabar 

ek nazar bas ek nazar jaan-e-tamanna dekh idhar

ek nazar ek nazar

ek nazar bas ek nazar jaan-e-tamanna dekh idhar

ek nazar ek nazar

Explore this song