Roman script

ek muddat se diwana dil ek muddat se diwana dil

khushiyo ka jamana bhul gaya ek muddat se diwana dil

khushiyo ka jamana bhul gaya fursat ki kahani yaad rahi

fursat ki kahani yaad rahi ulfat ka fasana bhul gaya

ek muddat se diwana dil khushiyo ka jamana bhul gaya

un najaro me kaisa jadu tha un najaro me kaisa jadu tha

pucho to mujhe kuch yaad nahi

pucho to mujhe kuch yaad nahi

ha ek baar to mai behosh hua ek baar to mai behosh hua

phir hosh me aana bhul gaya ha ek baar to mai behosh hua

phir hosh me aana bhul gaya ek muddat se diwana dil

khushiyo ka jamana bhul gaya

sunsan andheri rahe hai sunsan andheri rahe hai

sathi bhi nahi manjil bhi nahi 

sathi bhi nahi manjil bhi nahi

dil maut ki is khamoshi me dil maut ki is khamoshi me

jine ka tarana bhul gaya dil maut ki is khamoshi me

jine ka tarana bhul gaya ek muddat se diwana dil

khushiyo ka jamana bhul gaya fursat ki kahani yaad rahi 

fursat ki kahani yaad rahi ulfat ka fasana bhul gaya 

ek muddat se diwana dil khushiyo ka jamana bhul gaya

Explore this song