Roman script

ek meri gali ka ladka 
ek meri gali ka ladka 
kuch bole mera dil dhadka
haye ji bade jor jor se
haye ji bade jor jor se
ek meri gali ki ladki
ek meri gali ki ladki
kuch boli to ankh meri fadki
haye ji bade jor jor se
haye ji bade jor jor se
najro se dil takraye
najro se dil takraye
aaye ri koi bachaye ri
mujhe bhi is chor chor se
hum chor sahi mastane
hum chor sahi mastane
chal le chal bandh ke 
tu naino ki dor dor se
tu naino ki dor dor se
is dor ke dhage na kache
is dor ke dhage na kache
bandhe isme ache achae
jaoge kaise tod tod ke
jaoge kaise tod tod ke
tode yar na teri yari
tode yar na teri yari
chode tere liye dunia sari
jao na mukh mod mod ke
jao na mukh mod mod ke

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shamshad Begum, Mohammed Rafi