Roman script

ek manjil ek safar hai ab hamara aapka hamra aapka

har kadam par chahta hai dil sahara aapka ha shara aapka

aap or hum ek hai ab hamse mat sharmaiye

dil ki had se aage badhiye ruh par cha jayiye

kya kaha ye aapne ek bar fir dohrayiye

jane kyu lagta hai har andaz pyara aapka andaz pyara aapka

ek manjil ek safar hai ab hamara aapka ha aapka

wo chaman chuta wo hawa gayi

mai kaha se kaha aa gayi

hui sabko chhod ke aapki

mere dil me kya ye sama gayi

laut aayegi gujri bahar

hampe nahi kya atbar

jan se pyara hai hamko har ishara aapka

ha ishara aapka

ek manjil ek safar hai ab hamara aapka ha aapka

Explore this song