Roman script

ek mahal ho sapno ka

ek mahal ho sapno ka

phulo bhara aangan ho aur sath ho apno ka

udte baadal farsh bane aur dhundh ki ho divaare

chhat ke jilmil taare teraa meraa naam pukare

sapno ke is mahal me bikhre muskano ke moti

mere pyar ki khushbu faile tere rup ki jyoti

mai tere naino par kar du apna sab kuchh waari

mai teri baaho me chhup kar bhulu duniya sari

mai tere naino par kar du apna sab kuchh waari

mai teri baaho me chhup kar bhulu duniya sari

ek mahal ho sapno ka

phulo bhara aangan ho aur sath ho apno ka

ek mahal ho sapno ka

Explore this song