Roman script

dosto aaj tak main kiske liye gaata tha

humare liye

main kiska dil bahlata tha

humara

jante hai main aaj kiske liye gaaunga

humare liye

nahi, kyu ha

main uske liye gaaunga

jo mujhse pyar karta hai, kaun

ek ladki mujhse pyar karti hai

ek ladki mujhse pyar karti hai

ho ho ek ladki mujhse pyar karti hai

lekin lekin lekin, lekin kya

lekin ijhaar-e-mohabbat

lekin ijhaar-e-mohabbat

lekin ijhaar-e-mohabbat

karne se darti hai, o

ek ladki mujhse pyar karti hai

ho ho ek ladki mujhse pyar karti hai

lekin ijhaar-e-mohabbat

lekin ijhaar-e-mohabbat

lekin ijhaar-e-mohabbat

karne se darti hai

ek ladki mujhse pyar karti hai

ho ho ek ladki mujhse pyar karti hai

aap janana chahenge ke wo ladki kaun hai, yes

aap janana chahenge ke wo ladki kahan hai, yes

to suniye

dharti pe na to amber pe

wo mere dil me rahti hai

dharti pe na to amber pe

wo mere dil me rahti hai

karti hai baat najro se

kuch na juba se kahti hai

karti hai baat najro se

kuch na juba se kahti hai

uski har tasveer meri aankho me sanwarti hai

ek ladki

ek ladki mujhse pyar karti hai

ho ho ek ladki mujhse pyar karti hai

aap jante hai wo ladki kaisi hai, kaisi hai

gaalo pe kaliya khilti hai

hontho pe misri ka pani hai

gaalo pe kaliya khilti hai

hontho pe misri ka pani hai

chehra khila gulab hai

mahki huyi jawani hai

chehra khila gulab hai

mahki huyi jawani hai

dekh ke usko sari duniya aah bharti hai

ek ladki

ek ladki mujhse pyar karti hai

ho ho ek ladki mujhse pyar karti hai

dosto shayad wp ladki isi mehfil me ho

shayad wo mera gaana bhi sun rahi ho

main us tak apna prem pahuchana chahta hu

khoya rahu uski yaado me

chahe subah ho ya sham

khoya rahu uski yaado me

chahe subah ho ya sham

maine to jivan ki sari khushi

likh di hai dilbar ke naam

darde judai na sah paunga

uske bina ab na rah paunga

mujhko pata hai wo diwani mujh pe marti hai

ek ladki

ek ladki mujhse pyar karti hai

ho ho ek ladki mujhse pyar karti hai

lekin ijhaar-e-mohabbat

lekin ijhaar-e-mohabbat

lekin ijhaar-e-mohabbat

karne se darti hai

ek ladki mujhse pyar karti hai

ho ho ek ladki mujhse pyar karti hai

come on sing

ek ladki mujhse pyar karti hai

ek ladki mujhse pyar karti hai

Explore this song