Roman script

ek ladki kal mili thi mil jaye aj fir to 

mai usse khul ke dil ki bat karu

ek ladki kal mili thi mil jaye aj fir to 

mai usse khul ke dil ki bat karu

batla wo kaun ha iuska hai nam kya

koi bhi ho tujhe usse hai kam kya

ek ladka kal mila tha mil jaye aaj fir to

mai usse khul ke dil ki bat karu

batla wo kaun hai uska hai nam kya

koi bhi ho tujhe usse hai kam kya

acha wo milegi to tum kya kahoge

usse kahunga ye dil tham ke

hum hai diwane tere nam ke

tumse wo milega to tum kya kahoge

kahungi mai lal chunar odh ke

chale nahi jana saiya dil tod ke

lekin ye sab tum kyu puchte hai

mei nigaho me kya dhundhte ho, bus yuhi 

ek ladki kal mili thi mil jaye aj fir to 

mai usse khul ke dil ki bat karu

sab kuch kahne ke bad kya karogi

laz se simat ke pyar se lipat ke

uski baho me thodi der jhum lungi

ankho hi anhko me use mai chum lungi

are tauba kya karti ho

tum ye batao tumse wo milegi to kya karoge

mai kya karunga tumse na kahunga

tumse kahunga to tum sarma jaogi

fir tum kabhi mere pas na aaogi

lekin ye sab tum kyu puchti ho

meri nigaho me kya dhundhti ho

ek ladka kal mila tha mil jaye aaj fir to

mai usse khul ke dil ki bat karu

sab kuch karne ke bad kya hoga

fir wahi hoga jo hota hai pyar me

kali se phul ban jayegi bahar me

use sine se lagaunga palko pe bithaunga 

sajaniya banauga

dunia se na darunga uski mang bharunga

shadi karke kam se kam 

barah barah bache paida karunga na baba na

lekin thahro tum ruk jao yahi

kahi wo ladki tumhi to nahi

nahi nahi ha ha nahi ha ha

are ha ji ha baba ha ha ha

Explore this song