Roman script

ek ladki mujhe chahti hai magar

ek ladki mujhe chahti hai magar bolti kuchh nahi mai kya karu

ek ladka mujhe dekhta hai magar

ek ladka mujhe dekhta hai magar bolta kuchh nahi mai kya karu

meri tamanna usko pata hai anjaan hai vo sab jaan kar

usne to meri duniya badal di uski mohabbat me hai asar

uske bina ab tanha lage hai mujhko meri zindagi

aisa lagta hai kyu vaisa lagta hai kyu

aisa lagta hai kyu vaisa lagta hai kyu

aisa lagne laga mai kya karu

mehsus har pal karti hu usko vo dhadakno ka ehsas hai

dil keh raha hai usko bata du vo meri saanso ki pyas hai

bas jaaungi mai uski nazar me dungi use har khushi

kah rahi bekhudi kab milegi khushi

kah rahi bekhudi kab milegi khushi

sharm aaye mujhe mai kya karu

ek ladki mujhe, ek ladka mujhe ham kya kare

Explore this song