Roman script

ek kamsin kachchhi kuwari kali nazo ki pali sanche me dhali
jise dekh ke pani pani ho mugaleajam ki anarkali
pesh karta hu aisi hasina hazur 
dekh ke jisko aaye pasina hazur
usne ne ye na dekha hoga hazur 
dekh ke usko aaye pasina hazur
pesh karta hu aisi hasina hazur 
dekh ke jisko aaye pasina hazur
mohe panghat nand lal chhead gayo mohe panghat pe
mori nazuk kaliya maroad gayo mohe panghat pe
ha ha mohe panghat pe
haye ye tarasha badan ye umar ye 
kamaraisi talwar hai tikhi tirchi nazar
haye jannat se utari hai  galti se ye 
chand taaro ka pthar jigar chir kar
aisi chalti hai jaise himalaya chale 
dil kuchal ke diwano ka arma tale
aaye bhuchal jhum ke nache jab ye 
mare dhumaka to dharti amber hile
aankh lad jaye aankh lad jaye ise kabhi jo kahi
haye fat jaye parvat ka sina hazur 
usne ye dekha na hoga kahi ye hazur
dekh ke usko aaye pasina hazur pesh karta hu aisi hasina hazur
dekh ke jisko aaye pasina hazur
pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya 
marna hai sab ko hum bhi marege aise akale marna kya 
jab pyar kiya to darna kya  jab pyar kiya to darna kya 
ye gjab hai kahar hai kayamat hai 
yetoba kudtrat ki jalim sahrarat hai ye
ishq me iske lakho yaha mar mite ek samat hai ye ek aafat hai ye
dil karordo ka chhina hai insne 
yaha ispe kurban hai lakho sahajaha 
jo bhi dekhe ise dekh ke dang ho jaha jaye is ke liye jung ho
hone vala hone vala hai kayamat se 
samana ab kya ab to mushkil hai jina hazur
usne ye dekha na hoga kahi ye hazur 
dekh ke usko aaye pasina hazur
pesh karta hu aisi hasina hazur dekh ke jisko aaye pasina hazur

Song details

singer: Mun Aziz, Vijay Benedict, Parvati Khan