Roman script

ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

o hamri sab batiya, o rama sab batiya 

hamri sab batiya, o rama sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

bagiya me lahraye aanchal, pavan chale matvari 

o rama re rama 

mahak rahe hai lahak rahi hai, har dari har kyari 

o rama re rama ho 

fir bhi man ki bagiya sukhi 

sabse ujadi sabse jhuthi 

fir bhi man ki bagiya sukhi ho 

fir bhi man ki bagiya sukhi 

sabse ujadi sabse jhuthi 

sar aaye bhado jaa 

par apni hai wahi durgatiya

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

chhod chhad ghar baar ko apne, aaye desh paraye 

o rama re rama

papi pet ne dekho hamko kya kya rang dikhaye 

o rama re rama ho 

jab sar ki aag sataye 

hamse ek pal raha na jaye 

o jab sar ki aag sataye ho 

jab sar ki aag sataye 

hamse ek pal raha na jaye 

nisdin barse nisdin tarse ankhiya 

roye sari sari ratiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

o hamri sab batiya, o rama sab batiya 

hamri sab batiya, o daiya sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya 

ye ek kali aur do patiya 

jaane hamri sab batiya

Explore this song