Roman script

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

hamri sab sakhiya ho rama sakhiya

hamri sab sakhiya ho rama sakhiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

gali gali lahraye aachal

pawan chale matwari

mahak rahi hai lahak rahi hai

har dali badi pyari

ho rama ho rama ho

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

sare ghar bar pyar ho apne aaye

ho rama ho rama ho

katil dil ko kya kya rang dikhaye

ho rama ho rama ho

jab ghar ki yad sataye

hamse ek pal raha na jaye

jab ghar ki yad sataye

jab ghar ki yad sataye

hamse ek pal raha na jaye

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

hum sab batiya ho rama sab batiya

hum sab batiya ho rama sab batiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

ek kali aur patiya jane hum sab batiya

kya kya julm hum pe dhaye re rasiya

kya kya julm hum pe dhaye re rasiya

kya kya julm hum pe dhaye re rasiya

ho rama ho rama ho

ho rama ho rama ho

sun ri sakhi ek bagiya ka unse

kah ma saki bagiya

sun ri sakhi ek bagiya ka unse

kah ma saki bagiya

batihe baithe hukm chalaye re rasiya

batihe baithe hukm chalaye re rasiya

Explore this song