Roman script

ek ishara hi, ha ishara hi 

ek ishara hi 

agar tune kiya hota to 

ek ishara hi 

agar tune kiya hota to 

ham thahar jaate tere dil me 

umar bhar ke liye 

tune chah liya hota 

sathi is dil ka 

ye chun leta tujhe 

dil ke hamsafar ke liye 

ek ishara hi, ha ishara hi 

aaj rangin fazayen hain 

dil ke charo taraf 

dil ke bhitar magar ye jaan 

kya andhera hain saara aalam 

sajaa ke rakha hain khushiyon se 

gam ki par shaam dhali sapno se

phir savera hai 

kaash hatho me, aaj haath tera hota to 

kaash hatho me, aaj haath tera hota to 

ham bhi ga lete hansi shaam 

aur shahar ke liye 

ek ishara hi, ha ishara hi 

aisa lagta hain ki, jo chaha use paaya hain 

fir kya hain ki jo, ehsaase kami deta hain 

ham bhin likhte the, nagamo me hamare khushiya 

magar ye ishq hain, nagamo me nami deta hain 

dil ki khushiyon me, kash tu bhi mushkuraa leta 

dil ki khushiyon me, kash tu bhi mushkuraa leta 

maaf kar deta tuhe 

dil tere kahat ke liye 

ek ishara hi, ha ishara hi 

ek ishara hi

agar tune kiya hota to 

ham thahar jaate tere dil me 

umar bhar ke liye 

ek ishara hi, ha ishara hi 

ek ishara

Explore this song