Roman script

ek hi baat zamane ki kitabo me nahi

ek hi baat zamane ki kitabo me nahi

jo gam-e-dost me nasha hai sharabo me nahi

ek hi baat

husn ki bhikh na maangenge na jalwo ki kabhi

hum fakiro se milo khul ke hijabo me nahi

hum fakiro se milo khul ke hijabo me nahi

ek hi baat

har jagah phirte hai aawara khyaalo ki tarah

ye alag baat hai hum aapke khwaabo me nahi

ye alag baat hai hum aapke khwaabo me nahi

ek hi baat

na dubo sagaar-o-meena me ye gam ae faaqir

ke makaam inka dilo me hai sharabo me nahi

ke makaam inka dilo me hai sharabo me nahi

ek hi baat zamane ki kitabo me nahi

ek hi baat

Explore this song