Roman script

ek hasina ek diwana mast sama mausam bhi suhana

tanhai me aankh mili to dard utha dil me anjana

maine to khaai kasam chahungi tujh ko sanam

chahat pe bas naa chale aa jaa laga lun gale

bechainiya keh rahi ab to mita fasale

jab se tera didar hua hai tir jigar ke paar hua hai

jina mera dushvar hua hai mai tujh pe marane laga

ek hasinaa ek diwana mast sama mausam bhi suhana

tanhai me aankh mili to dard utha dil me anjana

kya pyaas jaana dhadkano me jagi

chhane lagi hai ik nai bekhudi

o pagal kare ye teri aashiki

pyar me dono khone lage hai

diwane se hone lage hai

diwano ka haal to dekho jage jage sone lage hai

maine to khaai kasam chahungi tujh ko sanam

chahat pe bas naa chale aa jaa laga lun gale

bechainiya kah rahi ab to mita fasale

jab se tera didar hua hai tir jigar ke paar hua hai

jina mera dushvar hua hai mai tujh pe marane laga

ek hasina ek diwana mast sama mausam bhi suhana

tanhaai me aankh mili to dard utha dil me anjana

maine to khai kasam chahungi tujh ko sanam

chahat pe bas naa chale aa jaa laga lun gale

bechainiya kah rahi ab to mita faasale

jab se tera didar hua hai tir jigar ke paar hua hai

jina mera dushvar hua hai mai tujh pe marane laga

ek hasinaa ek diwana mast sama mausam bhi suhana

tanhai me aankh mili to dard utha dil me anjana

pyaar me dono khone lage hai

diwane se hone lage hai

diwano kaa haal to dekho jage jage sone lage hai

ishq ne aisi aag lagai betabi kuchh aisi chhai

ik duje se mil gaye dono duniya un ko rok na paai

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song