Roman script

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

jadoo hai junoon hai

kaisi maya hai

yeh maya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

jadoo hai junoon hai

kaisi maya hai

yeh maya hai

paaon ke tale kabhi

dil padaa mile agar

choom ke uthaiye,

khoob dekh bhalkar

khoob dekh bhalkar

jo koi poochh le to kya,

raah se uthaya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

jadoo hai junoon hai

kaisi maya hai

yeh maya hai

chali gayi jo manchali

pukarunga gali gali

woh leke dil meri zindagi

chali chali udhar chali

woh roothi roothi rehti hai

bahut bahut manaya hai

woh roothi roothi rehti hai

bahut bahut manaya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

jadoo hai junoon hai

kaisi maya hai

yeh maya hai

teri neeli aankhon ke

bhanwar bade haseen hai

doob jaane do mujhe

yeh khwabon ki zameen hai

utha do apni palkon ko,

yeh parda kyon giraya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

ek haseen nigah ka

dil pe saaya hai

jadoo hai junoon hai

kaisi maya hai

yeh maya hai.

Explore this song