Roman script

ek hasina lakh deewane
sab ke labo pe mere fasaane
ek hasina lakh deewane
sab ke labo pe mere fasaane
ek hasina lakh deewane
sab ke labo pe mere fasaane
gul se gulistan huyi jab se jawan huyi
logo ki jaan huyi tauba meri
ek hasina lakh deewane
sab ke labo pe mere fasaane
gul se gulistan huyi jab se jawan huyi
logo ki jaan huyi tauba meri
tauba meri tauba meri
sab kaate meri galiyon ka fera
arey sab kaate meri galiyon ka fera
dushman bana hai ye husn mera 
koi mujhe pyar kare kare kare
koi mujhe raho me roke
koi ikrar kare kare kare
koi mujhe baho me roke
khud ko bachau kaise bhala
najre churau kaise bhala
koi bataaye na tauba meri
tauba meri hey tauba meri
ek hasina lakh deewane
sab ke labo pe mere fasaane
gul se gulistan huyi jab se jawan huyi
logo ki jaan huyi tauba meri
tauba meri o tauba meri
rabba kise du dil ki nishani 
rabba kise du dil ki nishani 
kis pe lutau ye jindagani
dekho meri jaan fasi fasi fasi
jau kaha bachke mai jau
soch ke aaye hasi hasi hasi
hale dil kisko sunau
ye bekarari mere sanam
chadti khumari mere sanam
koi mitaye na tauba meri
tauba meri ho tauba meri
ek hasina lakh deewane
sab ke labo pe mere fasaane
ek hasina lakh deewane
sab ke labo pe mere fasaane
gul se gulistan huyi jab se jawan huyi
logo ki jaan huyi tauba meri
tauba meri hey tauba meri

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Mithun Chakraborty, Shilpa Shirodkar