Roman script

aaj is mubarak moke par mai aap logo ko

meri aur kamini ki dastan sunana chahta hu

mohabbat ki dastaan

ek hasina thi ek diwana tha

kya umar kya sama kya jamana tha

ek hasina thi ek diwana tha

ek hasina thi hasina thi

ek diwana tha diwana tha

kya umar kya sama kya jamana tha

ek din vo mile roz milne lage

ek din vo mile roz milne lage

phir mohabbat hui bas qyamat hui

sunke ye dastan kho gaye tum kaha

log hairan hai kyonki anjan hai

ishq ki vo gali baat jiski chali

us gali me mera aana jana tha

ek hasina ek diwana tha

kya umar kya sama kya jamana tha

ek hasina ek diwana tha

us hasin ne kaha suno jane wafa

us hasin ne kaha suno jane wafa

ye phalak ye jami tere bin kuch nahi

tujhpe marti hu mai pyar karti hu mai

tere bin jindagi kuch nahi kuch nahi

aashiqi me unka aalam kya suhana tha

ek hasina ek diwana tha

kya umar kya sama kya jamana tha

ek hasina ek diwana tha

bewafa yaar ne apne mehbub se 

aisa dhokha kiya, aisa dhokha kiya

aisa dhokha kiya, aisa dhokha kiya

jahar usko diya, jahar usko diya

jahar usko diya

mar gaya vo jawan

mar gaya vo jawan, ab suno dastan

janam leke kahi phir vo pahucha wahi

sakal anjan thi, akal hairan thi

samna jab hua phir wahi sab hua

samna jab hua phir wahi sab hua

uspe ye karz tha, uska ye karz tha

karz to karz apna chukana tha

Explore this song