Roman script

ek hai dil aur do diwaane

kise kahun haan kise kahun na

ek hai dil aur do diwaane

kise kahun haan kise kahun na

ek shamma aur do parwaane

ek shamma aur do parwaane

kise kahun haan kise kahun na

kise kahun haan kise kahun na

ulfat ki le dil me tamnna

ulfat ki le dil me tamnna

aur wafa par hone ko fana

aaye mere dar pe dono

aaye mere dar pe dono

kise kahun haan kise kahun na

kise kahun haan kise kahun na

husn ki lau me funk jawani 

husn ki lau me funk jawani 

aapne puchhe prem kahani

aaye likhane hans ke dono

aaye likhane hans ke dono

kise kahun haan kise kahun na

kise kahun haan kise kahun na

ek hai aaya pyaar jatane

ek hai aaya pyaar jatane

ek hai aaya hak ajmaane

dono kahte tum humaare

dono kahte tum humaare

kise kahun haan kise kahun na

kise kahun haan kise kahun na

ek hai dil aur do diwaane

kise kahun haan kise kahun na

Explore this song