Roman script

sakhi sajan ne mujhko bulaya hai

dekho dekho bulawa aaya hai

sakhi sajan ne mujhko bulaya hai

dekho dekho bulawa aaya hai aaya hai

jiske liye pyar bekarar tha

aankho me intzar intzar tha

jiske liye pyar bekarar tha

aankho me intzar intzar tha uske milan ka

uske milan ka mauka aaya hai

dekho dekho bulawa aaya hai aaya hai

sakhi sajan ne mujhko bulaya hai

dekho dekho bulawa aaya hai aaya hai

aasha ka chand muskane laga

sapno ki dunia basane laga

aasha ka chand muskane laga

sapno ki dunia basane laga ab kirno se

ab kirno se sandesha laya hai

dekho dekho bulawa aaya hai aaya hai

sakhi sajan ne mujhko bulaya hai

dekho dekho bulawa aaya hai aaya hai

is dil me dard ab paida hua

aahe aur aasu ka sauda hua

is dil me dard ab paida hua

aahe aur aasu ka sauda hua aao dil ko

aao dil ko lutane aaya hai

dekho dekho bulawa aaya hai aaya hai

sakhi sajan ne mujhko bulaya hai

dekho dekho bulawa aaya hai aaya hai

Explore this song