Roman script

ek gagan ka raja ek chaman ki rani in 

dono ke pyar ki sunau mai kahani

ek gagan ka raja ek chaman ki rani in 

dono ke pyar ki sunau mai kahani

ek ka nam chanda ek ka nam chakori in 

dono ke pyar ki sunau mai kahani

ek gagan ka raja chandani rato me bato bato me

chandani rato me bas ye dono sama gaye ek duje ki aankho me

chandani rato me wo bhi pagal premi ye bhi prem diwani

in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja 

fir wo din aaya sabne samjhaya fir wo din aaya 

dekho dharti gagan nahi milte kyu dhokha khaya fir wo din aaya

jhuthi aas lagai sachi bat na mani in 

dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja 

aage sun haye naina bhar aaye aage sun haye 

ek din dono bichhad gaye aakash me badal chaye

aage sun haye chham chham barse naina

rim jhim barsa pani in dono ke pyar ki sunau mai kahani

ek ka nam chanda ek ka nam chukari

in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja

Explore this song