Roman script

shikandar ko kisane haraya hain

shikandar ko kaun harayega

jab jab shikandar aayega

waqt ka sar jhuk jaayega

ek ek zakham ka lunga main heesaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

int ka main dunga paththar se jawaab

khud likhunga zindagi aur maut ki kitaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

sab kuch jisane mera chhina

na mumkin hain usaka jeena

sab kuch jisane mera chhina

na mumkin hain usaka jeena

khaak ho jaayege dushman hamare

dil mein jalaye rakhana tu angaare

maut ke ghaat utaar ke legaa dam dilebetaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

fauladi hian mere iraadein

kismein dam hain mujhko mittade

fauladi hian mere iraadein

kismein dam hain mujhko mittade

jo tere hum hain woh mere bhi hum hain

tu nahi tanha tere sang hum hain

doob ke phir nikalta hain aaftaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

int ka main dunga paththar se jawaab

khud likhunga zindagi aur maut ki kitaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

ek ek zakham ka lunga main heesaab

Explore this song