Roman script

kitne hee dur dur ho ham dono ke raste

mil jate hain jo bane

jaise dil hai dhadkan hai ek duje ke vaste

jaise aankh hai darpan hai ek duje ke vaste

jaise barkha sawan hai ek duje ke vaste

ek sajnee ek sajan hai ek duje ke vaste

ek duje ke vaste  ek duje ke vaste

us rab ne jab dil diye dil ke do tukde kiye

dono pe ek nam likha ek radha ek shyam likha

ab yeh dil dhadakte hai milte aur bichhadte hain

ek duje ke vaste ek duje ke vaste 

ek duje ke vaste ek duje ke vaste

ek duje ke vaste

ham dono ek jan hain do dil ek arman hain

lekin abb iss mod kar dekhe daman chhod  kar

wakt ka hai yeh faisla ham tum ho jaye juda

mange khushiyo kee duwa ek duje ke vaste 

ek duje ke vaste ek duje ke vaste

ek duje ke vaste

Explore this song