Roman script

ek do tin chaar paanch chhe aur saat
ek do tin chaar paanch chhe aur saat
saat saathi khel khele chhut na jaaye saath
saat saathi khel khele chhut na jaaye saath
ek do tin chaar paanch chhe aur saat
saat saathi khel khele chhut na jaaye saath
gayi o gayi o gayi gayi gayi
pili jiski saadi nikli badi anaadi rah gaye chhe khilaadi
gayi o gayi o gayi gayi gayi
pili jiski saadi nikli badi anaadi rah gaye chhe khilaadi
ek haare ek jite sharam ki kya hai baat
ek haare ek jite sharam ki kya hai baat
chhe saathi khel khele chhut na jaaye saath
gayi o gayi o gayi gayi gayi
nili jiski ankhiya mithi jiski batiya 
raha gayi paanch hi sakhiya
gayi o gayi o gayi gayi gayi
nili jiski ankhiya mithi jiski batiya 
raha gayi paanch hi sakhiya
ek haare ek jite sharam ki kya hai baat
ek haare ek jite sharam ki kya hai baat
paanch saathi khel khele chhut na jaaye saath
gayi o gayi o gayi gayi gayi
naam tha jiska raakhi jisne ki chaalaki
raha gayi tin hi baaki
gayi o gayi o gayi gayi gayi
naam tha jiska raakhi jisne ki chaalaki
raha gayi tin hi baaki
ek haare ek jite sharam ki kya hai baat
ek haare ek jite sharam ki kya hai baat
tin saathi khel khele chhut na jaaye saath

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Amitabh Bachchan, Mala Sinha, Johnny Walker, Aruna Irani