Roman script

ek do teen char ek do teen char 

bhaiya bano hoshiyar ek do teen char 

bhaiya bano hoshiyar sabka hai 

kahna anpadh na rahna jao guru ji ke dwar

ek do teen char bhaiya bano hoshiyar

sabka hai kahna anpadh na rahna

jao guru ji ke dwar ek do teen char 

patti likhna copy bhi padhna patti likhna

patti likhna copy bhi padhna

sare jug me cham cham chamakna

o mere bhaiya pyare bhaiya

fir to pahnoge phulo ke har ek do teen char 

bhaiya bano hoshiyar

sabka hai kahna anpadh na rahna

jao guru ji ke dwar ek do teen char 

shaitani tum jyada na karna shaitani

shaitani tum jyada na karna

pandit ji ke gusse se darna

mere bhaiya ho ache bhaiya

nahi to khaoge beto ki mar ek do teen char 

bhaiya bano hoshiyar

sabka hai kahna anpadh na rahna

jao guru ji ke dwar ek do teen char 

padh kar sidhe ghar ko hi aana padh kar sidhe

padh kar sidhe ghar ko hi aana

mithe mithe laddu bhi khana

o mere bhaiya ho mere mithe bhaiya

fir mai lungi balaiya hazar ek do teen char 

bhaiya bano hoshiyar 

sabka hai kahna anpadh na rahna

jao guru ji ke dwar ek do teen char

Explore this song