Roman script

ek do din ki jawani hai

ek do din ki kahani hai

ek do din ki jawani hai

ek do din ki kahani hai

jaan le na tu, gale laga le

din gujar jaye na

juba juba o juba juba juba

juba juba o juba juba juba

solhwa jawani ka saal hai sanam

khilti kali ko chum le

o solhwa jawani ka saal hai sanam

khilti kali ko chum le

kise hai pata, kab hoga kya

masti me tu jhum le

ye nashili umar dilbar

jake fir aaye na

juba juba o juba juba juba

juba juba o juba juba juba

yaar mere jab se haseen huyi mai

sab ke dilo me gad gayi 

o yaar mere jab se haseen huyi mai

sab ke dilo me gad gayi 

jaau mai kaha, bach ke yaha

duniya pichhe pad gayi

itne diwane, dil kise du

koi samjhaye na 

juba juba o juba juba juba

juba juba o juba juba juba

Explore this song