Roman script

so ja re nind suhani

ek din hansana ek din rulana

jivan ki reet purani

fir teri palke kahe ko chhalke

so ja re nind suhani 

ek din hansana ek din rulana

jivan ki reet purani

fir teri palke kahe ko chhalke

so ja re nind suhani 

sanan sanan pawan kahe soja milega

tujhko koi naya khilauna

magan magan sapan me gum ho ja milega

duja sathi koi salona din kalka naya din hoga

fir kaisi ye pareshani

ek din hansana ek din rulana

jivan ki reet purani

fir teri palke kahe ko chhalke

so ja re nind suhani

niklege abhi bahut jiya ke araman

jivan sara abhi pada hai

ho tukur tukur nayan liye na ho re hairan

uparwala bahut bada hai fir kahe tu pada jage

akhiyo me ho liye pani, ab to soja

ek din hansana ek din rulana

jivan ki reet purani

fir teri palke kahe ko chhalke

so ja re nind suhani

ek din hansana ek din rulana

jivan ki reet purani

fir teri palke kahe ko chhalke

so ja re nind suhani

Explore this song