Roman script

ek din bas ek din, apne sare jakham gin

ek raat bas ek raat, tu soch kya hua tere sath

yun kaha tak bhagoge

subah jaagi hai tab jagoge

duniya ne kata katate gaye

chhupke kaha tak katoge

saans lo dam bharo, chillaakar sabse kaho

sar jhuka jhuka hu mai

sar jhuka jhuka hu mai

aasmano pe khada hu mai

hun khuda hun khuda 

har sparsh me khichav hai

har dosti me tanav hai

dua bhi mai bala bhi mai

meri dava mera ghaav hai

aadhi roshani aadhe andhere

aadhi zindagi yun na jataao

tum jo sochte ho wo tum ho 

vo jo jaage sab sochta hai

saans lo dam bharo, chillaakar sabse kaho

sar jhuka jhuka hu mai

sar jhuka jhuka hu mai

aasmano pe khada hu mai

hun khuda hun khuda 

ye sahi hain ye galat, meri maano socho mat

ye na pehno ye na bolo

ho sake to muh na kholo

ye padho mat vo suno mat

mai chununga tum chuno mat

katate jaao mitate jaao

dabnaa sikho dabte jaao

bas ab aur nahi

ab aur nahi, aur nahi ab aur nahi

bas ab aur nahi, aur nahi ab aur nahi

bas ab aur  nahi ab aur nahi

saans lo dam bharo, chillaakar sabse kaho

sar jhuka jhuka hu mai

sar jhuka jhuka hu mai

aasmano pe khada hu mai

hun khuda hun khuda

Explore this song