Roman script

ek dil ki ek dil se 

ek dil ki ek dil se mulakat ho gayi 

kuch bhi naa hum bole 

kuch bi naa hum bole aur baat ho gayi

ek dil ki ek dil se 

ek dil ki ek dil se mulakat ho gayi 

jabse hui mohabbat 

jabse hui mohabbat aankhe jubaan ban gayi 

khamoshiyaan hi bole 

khamoshiyaan hi bole afsane pyar ke kai 

diwana hone ki 

diwana hone ki suruaat ho gayi 

kuch bhi naa hum bole 

kuch bi naa hum bole aur baat ho gayi

tumse agar naa milte 

tumse agar naa milte tanha gujarti ye bahaar 

man mein naa phool khilte 

man mein naa phool khilte rahti ye saanse bekraar 

chahat hi jivan ki 

chahat hi jivan ki saugaat ho gayi 

kuch bhi naa hum bole 

kuch bi naa hum bole aur baat ho gayi

ahsaas jindagi ka

ahsaas jindagi ka itna hasin tha kabhi 

andaaz bekhudi ka 

andaaz bekhudi ka hamne to jana hai abhi 

har dhadkan umangon ki 

har dhadkan umangon ki barat ho gayi 

ek dil ki ek dil se 

ek dil ki ek dil se mulakat ho gayi 

kuch bhi naa hum bole 

kuch bi naa hum bole aur baat

Explore this song