Roman script

ek dil ek tukde hazar huye 
ek dil ek tukde hazar huye 
koi yaha gira koi waha gira 
koi yaha gira koi waha gira 
bahte huye aansu ruk na sake 
bahte huye aansu ruk na sake 
koi yaha gira koi waha gira 
koi yaha gira koi waha gira 
jivan ke safar me ham jinko 
samjhe the hamare sathi hain 
jivan ke safar me ham jinko 
samjhe the hamare sathi hain 
do kadam chale fir bichhad gaye 
do kadam chale fir bichhad gaye 
koi yaha gira koi waha gira 
koi yaha gira koi waha gira 
ek dil ek tukde hazar huye 
ek dil ek tukde hazar huye 
koi yaha gira koi waha gira 
koi yaha gira koi waha gira 
aashao ke tinke chun chun kar 
sapno ka mahal banaya tha 
aashao ke tinke chun chun kar 
sapno ka mahal banaya tha 
tufaan se tinke bikhar gaye 
tufaan se tinke bikhar gaye 
koi yaha gira koi waha gira 
koi yaha gira koi waha gira 
ek dil ek tukde hazar huye 
ek dil ek tukde hazar huye 
koi yaha gira koi waha gira 
koi yaha gira koi waha gira

Song details

Song video

Watch on YouTube