Roman script

Ek dhundhlaa aa saa mohabbat 

ka hai naqsha baaqi ee

ek dhundhlaa aa saa mohabbat 

ka hai naqsha baaqi

ab na hasrat hai koi

aur na tamanna baaqi

ab na hasrat hai koi

aur na tamanna baaqi

hum rahen yaa na rahen

zikr-e-wafa hotey hain aen

hum rahen yaa na rahen

zikr-e-wafa hotey hain aen aen

naam to reh gaya duniya mein hamesha baaqi

ahd-e-raat khizaaon ne 

mujhe loot liya aa aa

ahd-e-raat khizaaaaaon ne 

mujhe loot liya aa aa

dil ke veeraan gulistaan 

mein hai ab kya baaqi

dil ke veeraan gulistaan 

mein hai ab kya baaqi

ek dhundhlaa aa saa mohabbat 

ka hai naqsha baaqi

Explore this song