Roman script

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

aavo gaaye naye tarane

aaja mithi preet ke taane 

aavo gaaye naye tarane

aaja mithi preet ke taane 

aaj vasant bahaar dekho

aaj vasant bahaar dekho

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

aisa ek sansaar ho jisme

dharti ho aakash ki

jisme jivan ho aagaaj

ki jisme bharat ho aagaaj

jatna ka ho raaj jagat me

janta ki sarkaar

bane desh ki gali gali me

navyug ka tyohaar

bane desh ki gali gali me

navyug ka tyohaar

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

aaj mandiro ki diwaare dol uthi

aaj masjido ki minaare bol thi

kahti barambaar pukaar, pukaar

band karo majhab ke jhagde

aapas ki takraar

band karo majhab ke jhagde

aapas ki takraar

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

kya tum mere sang chalogi 

sury disha ki or

kya tum mere sang chalogi 

chhune gagan ka chhor

main tumhaare sang chalungi

sury disha ki or

main tumhaare sang chalungi

chhune gagan ka chhor

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

ek naya sansaar basa le

ek naya sansaar

Explore this song