Roman script

ek chingari aankho ki dil ki lagan ban jati hai

jab had se badhti hai fiza ruhe chaman ban jati hai

jikar hamara ched ke dekhe koi unki mahfil me

palke ghunghat karti hai aankh dulhan ban jati hai

jab had se badhti hai fiza ruhe chaman ban jati hai

ek chingari aankho ki dil ki lagan ban jati hai

moti bhi hai pathar bhi apni apni koshish hai

sahil sakit rahta hai mauj shikan ban jati hai

jab had se badhti hai fiza ruhe chaman ban jati hai

ek chingari aankho ki dil ki lagan ban jati hai

umare rawa ki raho me ek din aisa aata hai

jab dunia ki ek kali dil ka watan ban jati hai

jab had se badhti hai fiza ruhe chaman ban jati hai

ek chingari aankho ki dil ki lagan ban jati hai

Explore this song