Roman script

ek chai ki pyali ek ek ek chai ki pyali

chai bnane wali ek ek ek chai ki pyali

na lambi bas jaisi hona ho kismat ki wo heti

na thigni is kadar koke meri malum ho beti

na lambi ho lambi ho na itni feti ho

ke rail ka fatak bhi sharmaye

na itni dubli ho ke haddi pasli tak najar aaye

na dubli ho na dubli ho

kayi khubio wali

tirchi tirchi tirchi najro wali

gori gori gori gori ho ya kali

aye do jaha ke wali mil jaye to fir

ek ek ek chai ki pyali

ek ek ek chai ki pyali

na ho bimar itni doctor rozana ghar aaye

na itni tandrusht ho khate khate mujhko kha jaye

na ho bimar wo na ho bimar wo

na itni kali ho ke dil mera kadwa masala ho

na gori is kadar ho ke jamana chahne wala ho

na gori ho na gori ho

nazo ki wo pali

tirchi tirchi tirchi najro wali

gori gori gori gori ho ya kali

aye do jaha ke wali mil jaye to fir

ek ek ek chai ki pyali

ek chai banane wali

ek ek ek chai ki pyali

Explore this song