Roman script

ik but banaunga tera aur puja karunga

ik but banaunga tera aur puja karunga

ik but banaunga tera aur puja karunga

are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

rup ki chandi pyar ka sona prem nagar se la ke

teri sundar chhabi banegi dono chiz mila ke

rup ki chandi pyar ka sona prem nagar se la ke

teri sundar chhbai banegi dono chiz mila ke

rang vafa ka mai teri murat me bharunga

are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

man mandir me tujhko bitha ke roz karunga bate

sham savere har mausam me hongi mulakate

dil ka haal kahunga tujhse mai na darunga

are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

ik but banaunga tera aur puja karunga

ik but banaunga tera aur puja karunga

are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

Explore this song