Roman script

ek bholi bhaali gaon ki rani 

jiski kahani aao sunaye suno 

ek bholi bhaali gaon ki rani 

jiski kahani aao sunaye suno 

pake dhan ka khet khada balkha khake lehraye 

odh chunriya haryali ki dhrti hai muskaye 

wahan bani ek sundar kutiya mahalo ko sharmaye 

usme rahti ek matwali sundar rani uski 

kahani aao sunaye suno  

kutiya hi sab kuch hai uski

kutiya ki sab kuch hai wo 

aate jate rahi pate aage badhne ki himmat ko 

gaon ki rani piya ke patni baithe bichhaye aankho ko 

sanjh dip ne mila diye aur dekh raha is madhur milan ko 

aisi gaon ki rani 

jiski kahani aao sunaye suno 

nid padi ke jadu ne jab 

luta diye sapne anmol 

lagi lutne sari duniya 

apni man mast mein dol

nid padi ke jadu ne jab  

luta diye sapne anmol 

lagi lutne sari duniya 

apni man mast mein dol

par haye vidhata rup badal 

kar gaon ki aangan aayi 

bhole bhale mukhde dekhe 

apne aap se wo sharmaye 

par haye vidhata rup badal 

kar gaon ki aangan aaye 

bhole bhale mukhde dekhe 

apne aap se wo sharmayi 

jo kuch karna tha karna 

aur chinga uthi jaag re duniya 

kal pad gaya kal 

kal pad gaya kal 

kal pad gaya kal 

ek bholi bhaali gaon ki rani 

jiski kahani aao sunaye suno 

ek bholi bhaali gaon ki rani 

jiski kahani aao sunaye suno 

par hay vidhata rup badal 

kar gaon ki aangan aayi 

bhole bhale mukhde dekhe 

apne aap se wo sharmayi 

jo kuch karna tha karna 

aur chinga uthi jaag re duniyan 

kal pad gaya kal 

kal pad gaya kal 

kal pad gaya kal 

dakan jogan aayi pisachni 

chhayi ghata kali kali re 

maut pisach prley ragni 

baaj rahi matwali re 

mila khatme gaao salona 

gam ne manayi dipawali re 

shanti gayi sukh chain gaya 

sone se bhare wo khet kahan 

dakan jogan dakan jogan 

aayi pisachan chhayi ghata kali kali re 

kahan gayi wo saaj suhani  

kahan panchhiyo ka gana 

kaha gaya wo madhur milan 

aur kaha khushi se bhara jamana

kyo uge ho ab tum chand salone 

kya lene ab aaye sitare 

chale gaye wo chhod ke duniya

jinko the tum bade hi pyare 

har gaon ki tuti diware kahti hai 

aaj kahani meri god me bani samadhi 

kitni kutiya kitni rani

Explore this song

Song video

Watch on YouTube