Roman script

ek bechara ha, pyaar ka maara ha

raho me teri dekh pada hai 

daal de jaana u u zulfo ka saaya

ek bechara ha, pyaar ka maara ha

raho me teri dekh pada hai 

daal de jaana u u zulfo ka saaya

daaman na bachaao, nazre na churao

behosh kar ke hosh me to laao

daaman na bachaao, nazre na churao

behosh kar ke hosh me to laao

diwaana ban chuka hu afsana na banaao

ek bechara ha, pyaar ka maara ha

raho me teri dekh pada hai 

daal de jaana u u zulfo ka saaya

pahalu me bitha lo, aankho me chhupa lo

ai shah-e-hasina bismil ki dua lo

pahalu me bitha lo, aankho me hhupa lo

ai shah-e-hasina bismil ki duaa lo

kab tak rahoge tanha saathi koyi bana lo

ek bechara ha, pyaar ka maara ha

raho me teri dekh pada hai 

daal de jaana u u zulfo ka saaya

Explore this song