Roman script

ek bechara fas gaya jaal mein pyar ke liye 
pyar ke liye, o pyar ke liye
ek bechara fas gaya jaal mein pyar ke liye 
pyar ke liye, o pyar ke liye 
yaar ke liye yaar ke liye, pyar ke liye
prabhu ke aage kare prarthana tadap tadap kar matha 
mere laal ki raksha karna jag ke bhagvidhata 
prabhu ke aage kare pratharna tadap tadap kar matha 
mere laal ki raksha karna jag ke bhagvidhata 
ek bechara fas gaya jaal mein pyar ke liye pyar ke liye
o yaar ke liye yaar ke liye, pyar ke liye pyar ke liye
kaun si daulat is duniya mein hogi pyar se pyari 
ek yug jaisa ek pal beete, tadape aaj tumhari 
kaun si daulat is duniya mein hogi pyar se pyari 
ek yug jaisa ek pal beete, tadape aaj tumhari 
ek bechara fas gaya jaal mein pyar ke liye pyar ke liye
o yaar ke liye yaar ke liye, yaar ke liye pyar ke liye
yaar ke liye pyar ke liye 
mahal hawa mein banke gayab ho gaya 
milte milte pyar kahi par kho gaya
jeete jee kya pyar ise mil payega 
kya hoga bas ye to wakt batayega, wakt batayega, wakt batayega
ek bechara fas gaya jaal mein pyar ke liye 
pyar ke liye, o pyar ke liye
yaar ke liye yaar ke liye, pyar ke liye
yaar ke liye yaar ke liye

Song details

Song video

Watch on YouTube