Roman script

ek baar tum aana phir bhale laut jana

mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana

wahi ret kaa ghar hai banana

o o o

ek baar tum aana phir bhale laut jana

mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana

wahi ret kaa ghar hai banana

o o o

chanda tha jaha wahi hai abhi, sitaro ki jhilmil wahi

chanda tha jaha wahi hai abhi, sitaro ki jhilmil wahi

jis mod pe hum mile the kabhi, woh mod abhi hai wahi

kajra lagana palake jhukana milana. tera sharmana

ek baar tum aana phir bhale laut jana

mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana

chaha jo yaha mila hai sabhi, haan tumko magar kho diya

chaha jo yaha mila hai sabhi, haan tumko magar kho diya

sapano kaa shehar ho apna hua, ek tu hi naa mera hua

mujhko manana khud ruth jana, dikhana tera itarana

ek baar tum aana phir bhale laut jana

mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana

wahi ret kaa ghar hai banana

o o o

Explore this song