Roman script

sach mai kehati hu yaar, ho jayega re pyar

tu mujhko aajma ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

hai taj mahal india me, hai kutub minar india me

chandni chauk india me, mausam ki bahar india me

laila majnu india me, soni mahiwal india me

betab hai dil india me, madmast khayal india me

kho jayega karar, ho jayega re pyar 

kho jayega karar, ho jayega re pyar 

tu mujhko aajma ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

ghunghru payal india me, mann kaa sangit india me

ganga jamuna india me, chahat ke geet india me

bhangra garba india me, masti kaa khumar india me

phagun ke gulab india me, sare tyohar india me

kar mera aitbar, ho jayega re pyar

kar mera aitbar, ho jayega re pyar

tu mujhko aajma ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

sach mai kehati hu yaar, ho jayega re pyar 

sach mai kehati hu yaar, ho jayega re pyar 

tu mujhko aajma ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

ek bar toh india aake dekhna, kisi indian se dil laga ke dekhna

Explore this song