Roman script

hey jire, hey jire, hey jire, hey jire

hey jire, hey jire, hey jire, hey jire

ek baar jana, ek baar jana, ek baar jana america janab

kaam bhi milega waha, daam bhi milega waha

naam bhi milega waha, pure ho jayenge sab aapke khwaab

charo taraf bikhri hai khusi, dur sare gam se zindagi hai

dard se paraya aadmi, na waha kahi koi kami hai

uf kya zami, kya aasma, sabse hansi wo jaha

kaam bhi milega waha, daam bhi milega waha

naam bhi milega waha, pure ho jayenge sab aapke khwaab

ek baar jana, ek baar jana, ek baar jana america janab

hey jire, hey jire, hey jire, hey jire

arey jo gaya wahi ka ho gaya, usme hai kashish badi gajab ki

uski roshani me kho gaya, uski aarju hai kuch ajab si

ek baar jo jaunga mai, wapas na aaunga mai

kaam bhi milega waha, daam bhi milega waha

naam bhi milega waha, pure ho jayenge sab aapke khwaab

ek baar jana, ek baar jana, ek baar jana america janab

husan ki bahar milegi, gori gori hongi goriya 

ishq ki kali bhi khilegi, bandh lena dil ki doriya

chahoge jo paoge wo, kahna mera maan lo

kaam bhi milega waha, daam bhi milega waha

naam bhi milega waha, pure ho jayenge sab aapke khwaab

ek baar jana, ek baar jana, ek baar jana america janab

ek baar jana, ek baar jana, ek baar jana america janab

hey jire, hey jire, hey jire, hey jire

Explore this song