Roman script

ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

kahne ka mausam bhi hai uspe ye tanhayi hai 

kahu ya na kahu ho bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

kayi bar chaha maine tujhi ko churalu tujhse

kayi bar chaha maine tujhi ko churalu tujhse

kahi wadiyo ki dunia sajalu tujhse

shayad tu kuch samjh gayi

isiliye sharmayi hai kahu ya na kahu bolo bolo bolo

bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

jhalak teri dekhi pahli dusra na bhaya tabse

jhalak teri dekhi pahli dusra na bhaya tabse

mere devta is dil me tu hi tu samaya jabse

yahi haikikat hai jo ke barso talak chupai hai

kahu ya na kahu bolo bolo bolo

bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

der se mile hai lekin mil to gaye hai aakhir

der se mile hai lekin mil to gaye hai aakhir

chalo phul aashao ke khil to gaye hai aakhir

milke bhi hum dur hai kyu pyar ki ye ruswayi hai

kahu ya na kahu ho bat dil me aayi hai kahu ya na kahu

Explore this song