Roman script

ek akeli jaan hai meri lakho hai diwane 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
dore dale sare mujh par 
dore dale sare mujh par 
ashik hai mar jane 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
ek akeli jaan hai meri lakho hai diwane 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu
ek din main gayi mele me 
ek din main gayi mele me 
dekh kar mujhko akele me 
ek sharabi mujhko mila 
kahne laga wo kahne laga 
oye kya kahne laga 
o nashe ki ye band botle 
tujhe piyenge nashibo wale 
o nashe ki ye band botle 
tujhe piyenge nashibo wale
dekh ke mujhko gusasa aaya 
maine chata ek lagaya 
aa gaye hosh thikane 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
dore dale sare mujh par 
dore dale sare mujh par
ashik hai mar jane 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
ek akeli jaan hai meri hay 
ek din gayi main ludhiyane 
ek din gayi main ludhiyane 
kuchh the ladke diwane 
dekh ke meri chal morni 
dekh ke meri chal morni 
gane lage wo gane lage kya gane lage 
kahi sadko pe chhuriya na chal jaye
bemaut na ashik mar jaye 
kahi sadko pe chhuriya na chal jaye
bemaut na ashik mar jaye 
pyar se sabko gale lagaya 
pyar se sabko gale lagaya 
gale lagakar ye farmaya 
kab hum rakhi badhwana 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
dore dale sare mujh par 
dore dale sare mujh par
ashik hai mar jane 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
ek akeli jaan hai meri hay 
ek din main bajar gayi 
lene ko naswar gayi 
ek din main bajar gayi 
lene ko naswar gayi 
mil gaya angreji chhora 
dekh ke mujhko gane laga 
ye kya gane laga 
wo gane laga i love you 
ho beautiful i love you 
o darlig i love you 
ho beautiful i love you 
apna juta maine uthaya 
aisa uska bend bajaya 
bhul gaya wo layti gana 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
dore dale sare mujh par 
ashik hai mar jane 
main dil kis kis ka rakhu 
main dil kis kis ka rakhu 
ek akeli jaan hai meri nako 
hai diwana me dil kis kis ka rakhu

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Neha Kapoor, Reema, Arjun Thapar, Jitendra Sahni