Roman script

ek ajnabi hasina se yu mulakaat ho gayi

phir kya huya ye na puchho kuch aisi bat ho gayi

ek ajnabi hasina se yu mulakaat ho gayi

wo achanak aa gayi yu nazar ke samne

jaise nikal aaya ghata se chand

wo achanak aa gayi yu nazar ke samne

jaise nikal aaya ghata se chand

chehre pe julfe bikhari huyi thi

din me rat ho gayi

ek ajnabi hasina se yu mulakaat ho gayi

ek ajnabi hasina se yu mulakaat ho gayi

oo oo janeman janejigar hota mai shyar agar

kahata gajal teri adao par

janeman janejigar hota mai shyar agar

kahata gajal teri adao par

maine ye kaha to mujhse khafa wo jane haya ho gayi

ek ajnabi hasina se yu mulakaat ho gayi

khubsurat bat ye char pal ka sath ye

sari umar mujhko rahega yaad

khubsurat bat ye char pal ka sath ye

sari umar mujhko rahega yaad

mai akela tha magar ban gayi wo humsafar

wo mere sath kho gayi

ek ajnabi hasina se yu mulakaat ho gayi

ek ajnabi hasina se yu mulakaat ho gayi

ek ajnabi ajnabi

Explore this song