Roman script

ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya

ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya

apni hi shayri ko aawaj de na paya

ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya

chahat ke aasma ko chand ki jarurat

chahat ke aasma ko chand ki jarurat

mahbub ki tarah jo mujhko lage khubsurat

ab tak to use main naya ek andaaj de na paya

apni hi shayri ko aawaj de na paya

ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya

mahfil to dhundti hai nagmo ki rawani

mahfil to dhundti hai nagmo ki rawani

kyo yaad duniya karegi bhule se meri kahani

dil ki tamannao ko koi saaj de na paya

apni hi shayri ko aawaj de na paya

ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya

apni hi shayri ko aawaj de na paya

Explore this song