Roman script

ek aisa ghar chaahiye mujhko

ek aisa ghar chaahiye mujhko

jiski faja mastaana ho

ek kone me gajal ki mehfil

ek kone me maikhaana ho

ek kone me maikhaana ho

ek aisa ghar chaahiye mujhko

jiski faja mastaana ho

ek kone me gajal ki mehfil

ek kone me maikhaana ho

ek kone me maikhaana ho

ek aisa ghar chaahiye mujhko

aisa ghar jiske darawaje band naa ho insaano par

aisa ghar jiske darawaje band naa ho insaano par

aisa ghar jiske darawaje band naa ho insaano par

shekho pehalman rendo sharabi

sab ka aana jaana ho

sab ka aana jaana ho

ek aisa ghar chaahiye mujhko

ek takhti angur ke paani se likh kar dar par rakh do

ek takhti angur ke paani se likh kar dar par rakh do

ek takhti angur ke paani se likh kar dar par rakh do

is ghar me wo aaye jisko

subah talak naa jaana ho

subah talak naa jaana ho

ek aisa ghar chaahiye mujhko

jiski faja mastaana ho

ek kone me gajal ki mehfil

ek kone me maikhaana ho

ek kone me maikhaana ho

ek aisa ghar chaahiye mujhko

jo maikhar yaha aata hai apna mehmaan hota hai

jo maikhar yaha aata hai apna mehmaan hota hai

jo maikhar yaha aata hai apna mehmaan hota hai

wo bazaar me jaake pile

jisko daam chukana ho

ek aisa ghar chaahiye mujhko

pyaase hai hotho se kehna kitna hai aasaan jafar

pyaase hai hotho se kehna kitna hai aasaan jafar

pyaase hai hotho se kehna kitna hai aasaan jafar

mushkil us dam aati hai jab

aankho se samjhana ho

aankho se samjhana ho

ek aisa ghar chaahiye mujhko

jiski faja mastaana ho

ek kone me gajal ki mehfil

ek kone me maikhaana ho

ek kone me gajal ki mehfil

ek kone me maikhaana ho

ek kone me maikhaana ho

Explore this song