Roman script

ek adhoora kaam hai

tumse karaunga

jivan kiska naam hai

aaj bataunga

oho sundar gehra

raaz hai

tumko dikhaunga

door se dikhta ganw hai

aaj ghumaunga

oho raat ka andhera

waqt pe aayega

aur jo dhara hai mutthi mein

saath le jaayega

oho aise pehar mein kaise chalna

tumko sikhaunga

oho ek adhoora kaam hai

tumse karaunga

aate re jaake saath bitha ke

sur samjhaunga

bitta bhar paani kahti thi naani

baatein sunao na

raaja aur rani, wali kahani

phir dohrao na

oye-oye-yohu

oye-oye-yohu

phir se sunao na

hey-hey-hai

ho-ho-hou

nana ne bola lakdi ka ghoda

sair karao na

oho door se dikhta ganw ho

aaj ghumao na

kal ki tarah hi aaj bhi aake

humko batao na

yaadon ke neele kanche

phir se dilao na

bachpan wali wo patang

phir se udao na

jo adhura kaam tha phir se karao na

jo bhi adhura kaam tha humse karao na

Explore this song