Roman script

eid mubarak eid mubarak sabko eid mubarak 
eid mubarak eid mubarak sabko eid mubarak 
chaand hum dhund le aaye ji 
chalo ab eid manaaye ji 
chaand hum dhund le aaye ji 
chalo ab eid manaaye ji 
chhodke saare ranjho gam
gale hum sabko lagaaye ji 
chaand hum dhund le aaye ji 
chalo ab eid manaaye ji 
chhodke saare ranjho gam
gale hum sabko lagaaye ji 
jashane eid bahara, jashane eid bahara 
jashane eid bahara, jashane eid bahara 
idgaah saj gayi hai 
saj gayi hai minara
eid mubarak, eid mubarak sabko eid mubarak 
eid mubarak, eid mubarak sabko eid mubarak 
shadmani ki dhup mein budhe bacche or naujawan
lab se kuch padh ke kataar mein, jaa rahe sab yahan
hari topi neeli topi hari topi neeli topi
rang birangi jahan dekho wahan khili topi 
meethe khatte dekho chehre hai ikatte
kahin udate hawa mein rangeen dupatte 
nahi majhab na koi rab 
kya naam hai kiska, kya hai lakab
hai mohabbat hi ek sadab
gale dekho mil rahe hai sab 
jashane eid bahara, jashane eid bahara 
jashane eid bahara, eid bahara 
yahan pe barse rehmat 
yahan khushiyo ki barkat 
piyo khud sabko pila do 
bhaichaare ka sharbat 
do dilon ke ab darmiyaan 
na rahe dekho duriyaan 
hai milan ki yeh ghadi 
jod de aman ki tu kadi 
ae khuda tera shukrana, hai eid ka
jashane eid bahara, jashane eid bahara
jashane eid bahara bahar bahar
chaand hum dhund le aaye ji 
chalo ab eid manaaye ji 
saj gayi dekho idgaah 
saj gayi dekho minara
saj gayi dekho idgaah 
saj gayi dekho minara
eid mubarak, eid mubarak sabko eid mubarak 
eid mubarak, eid mubarak sabko eid mubarak 
eid mubarak, eid mubarak sabko eid mubarak 
eid mubarak, eid mubarak sabko eid mubarak

Song details

Song video

Watch on YouTube