Roman script

dusaro ki burai jab kiya kijiye

ho dusaro ki burai jab kiya kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

aayina samne aayina samne rakh liya kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

dosto ki shakl me hai dushman bahot 

dosto ki shakl me hai dushman bahot 

aap sabse na aap sabse na haske mila kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

mera dil tod kar aap khush hai bahut 

mera dil tod kar aap khush hai bahut

itni jaldi na itni jaldi na ye faisla kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

ho dusaro ki burai jab kiya kijiye

dosto me munasib hai shiqve gile 

dosto me munasib hai shiqve gile 

sun liya kijiye sun liya kijiye has diya kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

ho dusaro ki burai jab kiya kijiye

aayina samne aayina samne rakh liya kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

dusaro ki burai jab kiya kijiye

Explore this song